How do some people struggle and wrote history in this world
Jindgi me insan Jo kuchh bhi hasil karna chahta hai WO sabhi kuchh hasil kar Santa hai.
Dosto insan apne jeevan me Jo kuchh pana chahta hai WO sabhi kuchh hasil kar Sakta hai.
Lekin dosto usko pane ke liye sangharsh karna padta hai.
Aaj ham dosto is post me ye janege ki kosis karenge ki ek simple insan bhi apna name duniya me roshan kar sakta hai aur naya itihas bna sakta hai .
Dosto jindgi me kuchh karne ya pane ke liye sabse pahle ye kam karna chahiye ki manushay ko sabse pahle apne aap se sangharsh karna padta hai .Matlab insan ko apne vichharo se sangharsh karna padega.
Kyoki manushay ke mind me hamesha aneko vichar aate rahte hai unme se kuchh satru aur mitr hote hai .yani ki insan ki jindgi me two prkar ke vichar hote hai unme se ek satru aur dusra mitr hota hai .jeevan me satru vichar use kahte hai ki Jo har samy insan ko bagair soche samjhe ulte kam karwate hai yani ki kisi bhi kam ko kiye bagair usme safalta pana chahte hai aur Jo insan ke mitr vichar hote hai WO kewal apna karm karte hai .Matlab satru vichar har samy aapke mind ko galt kam karna ke liye kahta faisle Jo insan ka mitr vichar hote hai WO hamesha koi bhi galat kam karne se rokte hai.Isliye insan ko sabse pahle apne aap se sangharsh krna hoga kyoki kisi bhi insan ke vichar hamesha badlte rahte hai.Matlab ki hamesha apni life me aisa lagta hai ki ye kam karna chahiye ya nhi karna chahiye.
Lekin sabse pahle name apne vicharo ka theek tarike se aaklan karna hoga .kaun se vichar sahi hai aur kaun se galat hai.
Jo vichar hamare sahi hai unko apne pas rakhna chahiye aur Jo galat hai unko kabhi bhi nahi soche kyoki kisi bhi insan ka man bahut hi chanchal hota hai aur kuchh bhi bagair soche insan ko karne ke liye majboor karta hai lekin dosto ka bhi hame apne man ke hisab se nhi chalna hai ye turant fal pane chesta karta hai aur dosto kisi bhi kam me turant fal nhi milta.insan ko apni aatma ke hisab se chalna hoga kyoki WO kabhi bhi galat nhi hoti hai .
Koi bhi insan jab koi galat kam karta hai us insan ki aatma use rokti hai lekin Jo insan nahi manta whi paresan hota hai matlab uska parinam galat hota hai.
Kisi bhi insan ko Jo satru vichar hote hai WO achchhe vicharo par hamesha hawi rahte hai.
Hamesha insan ke jeevan me jab bhi sahi vicharo ka khayal aata hai to Jo igalat vichar hote hai wo rokte hai .
In vicharo ka jeevan me waise hi mahatw hai jaise ki yadi ham galat logo ke sath samaj me baithe hai to hamare jeevan me unka asar hone lagta hai aur yadi achchhe logo ke sath baithate hai to insan ke jeevan me achchha hi asar hota hai.
Aisa hi hamare dimag me bhi hota hai jaise vichar hoge waise hi insan karm karta hai isliye dosto hame jivan me achchhe vicharo ko apna dost banana hai aur hame achchhe vicharo ke sath jeena hoga .
Dosto kisi mahan vyakti ne kha tha ki -------------
Karm pradhan vishwa rachi rakha
Jo jas kari so tas fal chakha .
Is duniya me karm sabse mhan hai Jo jaisa is sansar me karta hai unko wisa hi fal milta hai.
Isliye hame hamesha achchhe vicharo ke sath rahna hai aur apna kam lagan aur mehnat se karna hai .Insan ke jeevan me kabhi aisa samay aa jata hai ki wo apne aap par kabu nhi rakh pata aur life me ulte seedhe faisle le leta hai aur use fir aage bahut pachhtana padta hai lekin bad me to insan kuchh bhi nhi kar pata.
Isliye dosto yadi hame is duniya me apna nam karna hai to hame jindgi me sangharsh ka samna karna padega kyoki sangharsh karne ke bad insan apni life me anubhaw prapt karta hai .yadi dosto ham apna karm karne se peechhe nhi hatenge to ek din hame kamyabi milegi aur ham sage chalkar naya itihas likhege .
Dosto insan ke jeevan me kathinayiya aa sakti hai lekin sabhi kathinayiyo se ladkar hame aage badhna hoga ydi jeevan me pareshaniya nhi aayegi to use seekh kha se mile to insan ke jeevan me jab pareshaniya aati hai to insan ko kuchh na kuchh naya gyan dekar jati hai aur insan aur bhi majboot hota chala jata hai aur insan ydi sangharsh karta rahta hai to nishchit hi ek din kamyab hota hai aur whi aage jakr nya itihas likhta hai.
Please dosto me share Kare

0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home