Dosto aaj ham is post me ye janege ki ek sadharan insan kaise ameer ban sakta hai.
Aaj is duniya me sabhi log ameer banna chahte hai koi bhi aisa vyakti nhi hai jo ki ameer banne ki chaht na rakhta ho .
Lekin dosto koi bhi apni life me sangharash nhi karna chahta hai.
Aur ye chahta hai ki ham ameer kaise bane .chahe WO rasta koi bhi chunna pade .lekin wo turant ameer banna chahta hai.
Aur ameer banne ki chaht me kuchh log to burayi ka rasta bhi apna lete hai aur bad me burayi ke rasto me chalne ke gambheer parinam bhugtane padte hai .wo log ameer to nhi ban pate pahle jaise the usse bhi bekar ho jate hai.
Isliye dosto ameer banne ki chaht me kabhi bhi burayiyo ka rasta na apnaye nahi to bad me pachtane ke alawa kuchh bhi nhi bachega.
Isliye dosto shi rasta apnanaye apne jeevan me safalta pane ke liye.
Dosto safalta pane ke liye mai kuchh tipss bta rha hu jo is prakar hai .
Samay ko sabse adhik mulywan samjhe-----
Dosto samay jeevan me sabse mulyawan aur keematee hai iska koi mulya nhi hai is sansar me kyoki jo samay gujar jata hai wo kabhi bhi WAPS lautkar nhi aata hai .
Isliye dosto apne keemtee samy ko kabhi bhi barbad na kare iska sadupyog kre aur apne kamo me samy ko lgaye .
Dosto duniya me akshar log yhi sochte hai ki yar ham kam ko kal kar lege lekin dosto jeevan me unka kal kbhi nhi aata hai aur wo isee tarh apna keemti samy nast kar dete hai .
Isliye dosto jo bhi kam karna chahte hai aap turant chalu kar de .
Kyoki kal ka kabhi bhi intjar nhi karna chahiye jo kam aap karna chahte hai use aaj se ya abhi se start kar de to aapko kuchh uske prinam milege .
Dosto apna karm kre faisla upper wale ke share chhod de .
Ydi Aap apna karm karege to uska result bhi aapko nischit hi milega .
Ydi dosto kewal sochte rhe to kuchh bhi nhi Milne wala hai .
Isliye dosto bagair samy gawaye hue abhi se jo bhi aap krna chahte hai use turant chalu kar dena chahiye .
Ek din to aapko safalta nischit hi milega aur baithe rahne se kuchh bhi nhi Milne wala hai .
Safalta pane ke liye aatmvishwash hona chahiye----
Dosto ydi hme kisi bhi kam me safalta prapt karnee hai to apne aap par bharosha hona chahiye ki hme har hal me safal hona hai .
Kyoki ydi apne aap par aapko bharosha nhi hai to aap safalta nhi pa sakte hai .
Isliye har samy skaratmak vichar hi dimag me rakhna chahiye ye kabhi bhi dimag me nhi Lana chahiye ki ham pas hoge ya fel kyoki adhiktar log yhi sochte rahte hai ki ham kam me safal hoge ya nhi .
Apne dimag me har samy ye soche ki name hr hal me safal hona hai .
Chahe kitne bhi sangharash kyo na jeevan me aaye hme yhi sochkar hr samy koi bhi kam karna chahiye .
Kyoki ydi ham apne kam ko lagan aur mehnat se karte hai to hme safalta nischit hi milegi samy jarur lag sakta hai aur pareshaniya bhi aa saktee hai lekin kabhi bhi pareshaniyo se ghabraye nhi ye to sbhi ke jeevan me aatee jatee rahtee hai.
Kyoki jitne bhi jeevan me sangharash aate hai unse hme kuchh na kuchh nya sikhne ko milta hai .
Isliye dosto kisi bhi kam ko darkar nhi datkar krna chahiye .
Dosto ydi jeevan me pareshaniya aane par aap dar gye to samjh lijiye ki kbhi bhi safal nhi ho sakte hai kyoki jitna hm darenge utnee nyi samsyaye aage aur aa jayegi isliye kbhi bhi darna nhi chahiye .
Isliye dosto har samy apne kam par dhyan de aur dimag me yhi vichar rkhe ki hme hr hal me safal hona hai to aapko safalta nischit hi milegi aur aap ek din safal vyakti jarur banege.
Jeevan me safal hone ke liye nirnay Lena bhut jaruri hai-----
Dosto ydi jeevan me safal hona hai to kisi bhi kam ko krne ka faisla turant le kyoki ydi hm koi bhi kam karne ka faisla nhi karege to kaise safal honge .
Apna samy kabhi bhi barbad na Kare jo bhi kam karna chahte hai usko turant chalu kare.
Kyoki baithe baithe sochte rahne se kuchh bhi hasil nhi hone wala hai .
Isliye jo aap kam karna chahte hai use start kar de aur dusre logo ke kahne par kabhi bhi koi bhi kam na kare .
Jis kam ko krne ka Aapka dimag kah rha hai usi kam ko chalu kre.
Kyoki dusre log to kewal advise dete hai ki ye kam shi nhi hai wo kam shi nhi hai .
Isliye hmesa dhyan rkhe jo Aapka dil khe usi kam ko kre .
Dosto dhyan rkhe ki jeevan me khud ka kam kre chahe kam chhota ho bda lekin apna hi kam chalu karna chahiye kyoki hm bagair apna kam kiye ek safal insan nhi ban skte hai kyoki kisi ki naukri karne se kewal aap apna pet hi pal sakte hai jindgee me ameer nhi ban sakte hai .
Isliye hmesha dhyan rkhe khud ka kam chalu kare .
Safal hone ke liye hmesha sachchayi ka rasta apnaye -----
Dosto ydi jeevan me safal hona hai to hmesha saty ka rasta chune burayiyo ka nhi kyoki Galt kamo ko krne se hm kabhi bhi safalta nhi prapt kar skte hai .
Galat kamo ka koi bhawishy nhi hota hai wo kewal chadik rhta hai .
Isliye kabhi bhi burayi ke rasto par na chle . sachchayi ke rasto me chalne se aapko sangharsho ka samna jarur karna pad sakta hai lekin uske aage jakr jo parinam aate hai wo bhut hi achchhe rhte hai .
Isliye dosto apne kam me har samy dil lgakr kare .
Aapko safalta nischit hi milegi .
Dosto ye post bhi pdhe....
Dosto jeevan me safalta prapt karnee hai to kitne bhi sangharash jeevan me aaye unse kabhi bhi dare nhi kyoki jeevan hi sangharash hai to inse kya darna .
Dosto parsahaiya to aatee jatee rhtee hai jeevan me ydi Aap sangharsho se darege nhi to aapko ameer banne se duniya ki koi bhi takat nhi rok nhi saktee .
Dosto post achchhi lgi ho to comment aur share jarur kre .....