Thursday, February 11, 2021

Insan ki sochane ki chhamta hi use safalta pane me madad karti hai

 Aaj ham is post me ye janege ki insan ki jindgi uski sochne ke anusar chaltee hai .

Jis vyakti ke mind me jaise sochne ki chhamta hoti hai wo usi ke anusar apne jeevan me kam karta hai .

Dosto is duniya me prakti ka niyam hai jaise hm sochege hme aage chalkar waise hi fal milta hai.

Jaise ki ham kisi bhi  khet me jo beej bote hai whi fasal hme prapt hoti hai .

Aisa nhi hai ki boyege kuchh aur milega kuchh whi milta hai jo bote hai .

Dosto isi tarah se insan ka jeevan bhi chalta hai .

Dosto aap ye aksar dekhte hoge ki koi bhi bachha jab chhota hota hai to use ghar wale yhi sikhate hai .

Ki uper wale ne jaise kismat me likha hai whi milega .

Har samy kisi bhi bchhe ko aisi bate btaye btayi jati hai ki uske dimag me whi chalta rhta hai .

Uske aas pas aur ristedar har samy y bolte hai ki  ye kam nhi kr paoge use negative bate hi btayi jati hai .

Uske dimag me sab whi set rahta hai aage life me bhi usi ke anusar wo apni life me kam karta hai .

Dosto jab ki  aisa bilkul nhi hai jo aap apni life me banna chahte hai wo ban sakte hai lekin aapke dimag me negative thinking na ho .

Dosto kisi bhi insan ke mind me bhut chhamta hoti hai jo bhi aap pana chahte hai wo nischay hi milta hai .

Lekin apne mind me har samy positive bate programing kre . 


Dosto koi bhi insan apne jeevan me jo kuchh bhi hasil Krna chahta hai wo hasil kar sakta hai .
Is duniya me koi bhi aisa kam nhi hai jo insan nhi kar sakta .
Lekin doso kisi bhi vyakti ko ydi wo kuchh hasil karna chahta hai to use apni soch badalnee hogi .pp
Tabhi aage jakr use safalta milegi .
Dosto ye jeevan ka saty hai jisne bhi aaj tak postive soch rakhi hai .
Uske jeevan me safalta jrur hi aayegi .
Aur negative thinking wale log kabhi safal nhi hote hai .

Dosto ek real story bta rha hu aap logo ko ---

Ek chhote gaw me ek majdoor rahta tha wo din bhar sabji ki dukan lagata tha jisse uska ghar kharch chalta tha .
Kuchh samy bad dosto uske ghar me ek bachhe ne janm liya .
Lekin dosto wo kbhi ye nhi chahta tha ki uska beta bhi aage chalkar whi kam kre jo wo kar rha tha .
Wo apne bachhe ko pdha likhakr kabil banana chahta tha.
Lekin dosto aapne dekha hoga ki aas padosh ke log bhut hi tane marte hai .
Wo log apna to kuchh karte nhi hai aur dusre ke dimag me negative bate bharte rahte hai .
Lekin dosto uska aatmvishas bhut hi majboot tha wo logo ke khane me nhi aaya aur jab uska ladka padhne kabil hua to bhar padhne ke liye bhej diya .
Kyoki wo wha par usko rakhta to log uski bhi soch ko negative bolkar waise hi bna dete .
Dosto wo apne bachhe se har samy bolta tha ki beta tujhe ias hi banna hai daily apne ladke ke dimag me ye bat bharta rahta tha .
Dosto uska ladka bhi padhne me hoshiyar tha us bachhe ke dimag me bhi yhi rahta tha ki kitnee bhi mehnat karni pade pdhayi karne me lekin apne pita ka sapna har hal me pura karna hai .
Dosto ab ladka bda ho gya tha usne ba karne ke bad farm dala .
Aur dosto uska pahli hi bar exam dene ke bad selection ho gya  .

Dosto uski postive thinking aur kade parishram ka fal use mila .
Isliye dosto ydi jeevan me kuchh bhi hasil karna chahte hai to negative vicharo ko tyagkar postive vichar apne mind me laye .

Dosto insan jab postive hota hai to uske ander ek enarji uttapann hoti hai jisse ki insan apne lakshya ko pane me safalta hasil karta hai..
Dosto jo jeevan me ho chuka h use kbhi nhi soche kyoki wo waps aane wala nhi hai .
Apne aaj ke time me har samy soche aur apne aap ko safal hone ke liye puri mehanat aur imandari se kam kre .
Aap jo sochte hai wo aapko jrur hasil hoga .
Duniya ki koi takat nhi rok saktee apko safalta pane se isliye dosto apne mind me postive sochna shuru kar de .

Dosto mind ki programing kaise karte krte hai aane wali post ko pdhe .

Dosto post achhi lagi ho to share aur comment jarur kare .

Tuesday, February 9, 2021

What is difference rich man and poor man

 Dosto aaj ham is post me ye janege ki ameer insan aur gareeb insan life ko safal banane ke liye kya krte hai 

Ameer insan apne jeevan ko safal banane ke liye har samy kam karta rahta hai .

Dosto din ho ya rat wo apne goal ko hasil karne me laga rhta hai .
Lekin gareeb insan ki soch bilkul alag hai wo kewal ye sochta hai ki hmare Naseeb me jo kuchh nhi likha hai usko ham kaise pa sakte hai .

Wo kewal har samy apne naseeb ko kosta rahta hai .
Ki uper wala koi chamtkar kar de to ham ameer ho jaye .
Dosto inka koi goal jeevan me hota hi nhi hai .

Aur jinki life me koi goal nhi hoga to wo kaise safal ho sakta hai 
Jabki ameer log pahle apne goal ko set krte hai iske bad usme din rat lage rahte hai us goal ko pura karne me .

Dosto yadi jeevan me safal hona chahte hai to kuchh tips is prakar hai.

Dosto apne jeevan me har samy skaratmak vichar hi soche apne mind ne nkaratmak vicharo ko hamesha ke liye dimag se nikal de .
Jab tak hamare mind me negative thinking rahegi tab tak ham safal nhi ho sakte hai .

Isliye har samy positive vichar hi apne dimag me laye .
Aur aap jis lakshya ko hasil karna chahte hai uska goal set kre .
Fir aap us goal ko hasil krne ke liye apne kam ko kre .
Dosto iske liye apko apni Dainik dincharya thik karni hogi .
Subah time se jag jaye iske bad kuchh yogasan kre .
Jisse ki apka mind sara din fress rahega aur aap apne kam ko achhe se krege.
Kyoki jab mind hi fress nhi hoga to aap apne kam ko Shi tareeke se nhi kar payege.

Aur dosto jis samay aap sone wale ho to apne us lakshya ko soche jise aap hasil karna chahte hai .
Dosto aapko ye daily karna hai  lgatar jab tak ki apne target ko aap pa nhi lete .
Aap yadi aisa daily karege to aapke ander ek badlaw ko khud hi mahsus krege  .

Dosto jitne bhi ameer logo ko dekhege to un logo ki dincharya alag hoti hai wo log samy ka durpayog nhi krte .
Har samy apne kam me lage rahte hai .
Isliye dosto apne time ko kbhi nhi barbad kre .

Kyoki jo samy apne faltu me nikal diya wo kabhi waps nhi aane wala hai.
Isliye aap koi bhi kam kar rhe ho use puri imandari aur lagan ke sath kiliye .
Apko nischit hi ek din safal insan hoge .

Dosto post achhi lagi ho to comment aur share jarur kre ---